Soneya heartbreak song lyrics by Asim Azhar

Soneya heartbreak song lyrics by Asim Azhar



Singer - Asim Azhar
Music - Asim Azhar
Lyrics - Kunaal Vermaa


Soneya song lyrics

Agar nahi tha, tu hona mera
Keh deta ik dafa
Kaise mai chaahu, kisi aur ko

Qaabil hi na raha
O’ soneya, kyun todeya
Dil ikko si mera
O’ soneya, kyun todeya

Ki kitta mai tera
Mai kaise
Tujhse juda reh saku
Mai kaise

Tum ko paraya kahu
Maane na
Dil kehta hai mera hai tu
Hai mujhe, jaane kyun

Tere waado pe aitebaar
Safar mai mere
Na hona tera
Lagta hai iss tarha

Jaise baarish hawa ki tarha
Jaye barse bina

O’ soneya, kyun todeya
Dil ikko si mera
O’ soneya, kyun todeya

Ki kitta mai tera
Kyun jeetay jee
Sau sau dafa mai maru

Bin tere
Jeeke bata kya karu
Kaise youn
Khush hai mere bina ab tu

Pyaar mai, dono thay
Kiun nibhaen akelay hi hum
Kyun wafaao’n ke kisse adhoore rahe
Teri saaso’n ko hum na zaruri rahe

Jeene ke waaste jo humain chahiye
Sab mila kyun ussi se hi door rahe
Sar jhukaye manaye hain dair-o-haram
Maanga muflis ki tarha hai tujhko sanam

Baaki hai aarzu jab talak hain ye dum
Haari hain manzilai’n jaari hain ye qadam
Kyun wafaao’n ke kisse adhoore rahe
Teri saaso’n ko hum na zaruri rahe

Jeene ke waaste jo humain chahiye
Sab mila kyun ussi se hi door rahe
Sar jhukaye manaye hain dair-o-haram
Maanga muflis ki tarha hai tujhko sanam

Baaki hai aarzu jab talak hain ye dum
Haari hain manzilai’n jaari hain ye qadam
 

Post a Comment

0 Comments